Sunday, 28 December 2025

Mere Yaar madarchod!!!!!

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Koi apne bhai mein se dukhi,
Toh koi Baap ke bhai se, 
Kisi ki na hoti aulaad, 
Aath Saal mein apni lugai se, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Koi apne bhai mein se dukhi,
Toh koi Baap ke bhai se, 
Kisi ki na hoti aulaad, 
Aath Saal mein apni lugai se, 

Kisko kya bolu har koi, 
Life mein pareshan hai, 
Par na chahte hue bhi, 
Inme meri Jaan hai, 

Kisko kya bolu har koi, 
Life mein pareshan hai, 
Par na chahte hue bhi, 
Inme meri Jaan hai, 

Inki life suljhe toh sala, 
Apni problems share karu, 
Kaise inko bhi samjhaun, 
Kitni inki care karu, 

Kisko kya bolu har koi, 
Life mein pareshan hai, 
Par na chahte hue bhi, 
Inme meri Jaan hai, 

Kisko kya bolu har koi, 
Life mein pareshan hai, 
Par na chahte hue bhi, 
Inme meri Jaan hai, 

Inki life suljhe toh sala, 
Apni problems share karu, 
Kaise inko bhi samjhaun, 
Kitni inki care karu, 

Inko track par late late,
Mera track hi bhatak gaya, 
Sala sabka sochta sochta, 
Mai khud Mein hi atak gaya, 
Socha tha ab aage badhunga, 
Par Jaane kyu mai badh na paaya, 
Sab ka bhala sochta sochta, 
Kyo aage mai badh na paaya, 
Socha iska bhala karunga,
Ya fir uska bhala karunga, 
Sab ko sath le kar chalunga, 
Tabhi toh sabke Saath badhunga, 
Inpe Mera dhyan tha shayad,
Tabhi mai aage badh na paya, 
Jinse thi umeed lagai, 
Usne hi maine dhokha khaya, 
Dil mera seedha aur, 
Abhi bhi yeh shareef hai, 
Inke liye badhi hongi duriyan par, 
Dil abhi bhi inke kareeb hai, 
Jitna mera dil ameer, 
Utni sala Jeb gareeb hai, 
Agar hota umeed sa paisa, 
Bhala inka mai kar hi deta, 
Mana bhai ne bhara interest zyada,
Par raha mai uske liye loan leta, 
Mauka jisko jab milta hai,
Yeh ehsaas jata dete hain,
Sath chahe jitna nibhaya inka,
Duri par lecture suna dete hain, 
Inke liye lada tha sab se, 
Mere liye Yeh nahi ladte hain, 
Apne liye lady jayein sab se, 
Mere liye ghar walo se darte hain, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Koi apne bhai mein se dukhi,
Toh koi Baap ke bhai se, 
Kisi ki na hoti aulaad, 
Aath Saal mein apni lugai se, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 
 
Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod!!!!!!!!

Tuesday, 16 December 2025

Utna hi tu zyada marega!!!!

Satyug nahi kalyug hai yeh,
Jaha daraane wala khud darega,
Jitna kisi ka bhala sochega, 
Utna hi tu zyada marega, 

Galat samay par galat log,
Bin bulaye mil jaate hain, 
Dete toh woh kuch bhi nai par, 
Chain tumhara le jaate hain, 

Dil se sochne wale aqsar, 
Dhokhe Badi jaldi khate hain,
Aur fir bina kisi galti ke, 
Akele hi woh pachtaate hain, 

Bhala kisi ka tum karo aur, 
Buree bhi tum hi ban jao, 
Bina kisi madad ke fir tum,
Tanhai mein pachtaaooo, 

Bhala kisi ka tum karo aur, 
Buree bhi tum hi ban jao, 
Bina kisi madad ke fir tum,
Tanhai mein pachtaaooo, 

Saamne wala tas se Mas na,
Hota tumhari Baat par, 
Kaam tha toh hanji hanji, 
Ab na jawab dein Raat bhar, 

Dil se jitna accha thaa,
Utna hi Bura bana rahe hain, 
Yeh kal yug ke paapi log, 
Sacche insaan ko rula rahe hain,

Socha nahi tha is tarah bhi, 
Jawab unko kabhi dena hoga, 
Par dil mere ko dukhane ka, 
Dard unko bhi ab lena hoga, 

Nahi chahta tha jo karna, 
Ab woh bhi kar ke dikhlaunga, 
Meri neend udane walon ko,
Dard gehra ab de jaunga, 

Bhala kisi ka tum karo aur, 
Buree bhi tum hi ban jao, 
Bina kisi madad ke fir tum,
Tanhai mein pachtaaooo, 

Dil se sochne wale aqsar, 
Dhokhe Badi jaldi khate hain,
Aur fir bina kisi galti ke, 
Akele hi woh pachtaate hain, 

Galat samay par galat log,
Bin bulaye mil jaate hain, 
Dete toh woh kuch bhi nai par, 
Chain tumhara le jaate hain, 

Satyug nahi kalyug hai yeh,
Jaha daraane wala khud darega,
Jitna kisi ka bhala sochega, 
Utna hi tu zyada marega, 

Satyug nahi kalyug hai yeh,
Jaha daraane wala khud darega,
Jitna kisi ka bhala sochega, 
Utna hi tu zyada marega!!!!