Sunday 23 February 2020

Valentine special

Har dil mein ek raaz hota hai,
Jo Jaan ne wala koi khaas hota hai,
Yu hi nahi bata diya jata kisi ko,
Kiske liye woh ehsaas hota hai,
Dil todna mazak udana,
Aaj Kal bohot hi aam hai,
Par usko sambhal ke rakhna,
Dil walo ka hi kaam hai,
Yu toh Yeh tyohar kai

Pyar karne walo ka 

Par isi din milta hai 

Hazaro logo ko dhokha 

Kyuki wafa dari ab 

Koi kar nai pata