Saturday, 22 August 2026

Aaj ke work atmosphere ka gana...

Hum tum ek conversation mein bind hoon,
Aur shift over ho jaaye, 
Tere response ki bhool bhulaiya Mein,
Tera sathi sooo jaaye!!!!!
Hum tum ek conversation mein bind hoon,
Aur shift over ho jaaye, 
Tere response ki bhool bhulaiya Mein,
Tera sathi sooo jaaye..... 
Overtime ke naam par bechare,
Manager ki lag jaaye!!!!!!!!
Hum tum ek conversation mein bind hoon,
Aur shift over ho jaaye, 
Tere response ki bhool bhulaiya Mein,
Tera sathi sooo jaaye!!!!!
Hum tum ek conversation mein bind hoon,
Aur shift over ho jaaye, 
Tere response ki bhool bhulaiya Mein,
Tera sathi sooo jaaye..... 
Over time ke naam par bechare,
Manager ki lag jaaye!!!!!!!!. 


Woh bhi bechara mayoos hai, 
Manager ke commitment par seduce hai,
Kuch hath Mein nahi hay uske,
Woh haalat aur haalat se majboor hai,
Chahe woh jitna Paas aana, 
Kismat utni hi usse dur hai,
Sab kuch karne ke Baad bhi, 
Galiyan sun ne ko majboor hai, 
Abhi manzil sabhi ki dur hai, 
Har koi yaha majboor hai, 
Jhel rahe hain sab ab bina matlab, 
Yeh ban chuka yaha ka dastoor hai,
Maan rahe hain sab bina soche samjhe, 
Hami bharne ka sab mein fituur hai, 
Sun rahe hain baatein bina sar pair ki, 
Kyuki Saare yaha bandhue majdur hain, 
Dikha rahe hain maang raha hai jo koi, 
Wastwikta se jo Kosoo dur hai, 
Kar rahe hain woh jo karwa rahe hain, 
Kyuki mano ya na mano yaha sab majboor hain....... 

Hum tum ek conversation mein bind hoon,
Aur shift over ho jaaye, 
Tere response ki bhool bhulaiya Mein,
Tera sathi sooo jaaye!!!!!
Hum tum ek conversation mein bind hoon,
Aur shift over ho jaaye, 
Tere response ki bhool bhulaiya Mein,
Tera sathi sooo jaaye..... 
Overtime ke naam par bechare,
Manager ki lag jaaye!!!!!!!!
Hum tum ek conversation mein bind hoon,
Aur shift over ho jaaye, 
Tere response ki bhool bhulaiya Mein,
Tera sathi sooo jaaye!!!!!
Hum tum ek conversation mein bind hoon,
Aur shift over ho jaaye, 
Tere response ki bhool bhulaiya Mein,
Tera sathi sooo jaaye..... 
Over time ke naam par bechare,
Manager ki lag jaaye!!!!!!!!.

Wednesday, 1 July 2026

kuch bhi nahi!!!!

Abhi bhi mai kafiyo se better hu,
Words nahi pura letter hu, 
Mujhse kya compare karo tum, 
Mai toh ek tagda matter hu,
Bhool jaoge bakiyo ko,
Jaise hi mai aaunga, 
Bhale hi kuch bhi na karu mai, 
Fir bhi zuban par chaunga, 
Aisa kuch naseeb hay mera, 
Sabko samajh mai aata nahi, 
Par jo jaan chuke hain mujhko, 
Unke dimag se mai jata nahi, 
Isse zyada kya bolu mai, 
Mujhse mera koi dur nahi, 
Aur jo Jaan sake na mujhko, 
Unki nazron mein mai kuch bhi nahi,
Aur jo Jaan sake na mujhko, 
Unki nazron mein mai kuch bhi nahi!!!!! 

Bekaar....

Mai karta raha woh sab,
Jo bhi mujhe bataya gaya, 

Jaha mujhe koi raah dikhi, 
Mai kadam badhata gaya, 

Gham Yeh nahi ki meri bas kamiyan nikali gayi, 

Gham Yeh nahi ki meri bas kamiyan nikali gayi, 

Dil waha dukha jaha, 
Apna behtarin karke bhi mujhe bekar bataya gaya.... 

Wednesday, 13 May 2026

Daru peeni hai!!!!!

Gham bhari Yeh zindagi,
Batau kaise jeeni hai, 
Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Gham bhari Yeh zindagi,
Batau kaise jeeni hai, 
Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Chahe tum kuch bhi kha pee lo, 
Woh body Mein ban ni cheeni hai,

Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Gham bhari Yeh zindagi,
Batau kaise jeeni hai, 
Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Gham bhari Yeh zindagi,
Batau kaise jeeni hai, 
Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Chahe tum kuch bhi kha pee lo, 
Woh body Mein ban ni cheeni hai,

Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Bade se bada,
Yeh gham chupaye, 
Jis ko jo bhi dard hai, 
Ek conversation Mein niptaye, 
Begano ko Yeh milaaye, 
Sab ke kasht paar lagwaye, 
Apno ki pehchaan karaye, 
Begano ko apna banaye, 
Jo Keh na pao kisi ko, 
Us dikkat ko khatam karaye, 
Yeh daru hay cheez hi aisi, 
Anjano ko apna banaye, 
Jo Kehne ki soch na pao, 
Uske faisale karwaye, 
Jaane anjane mein yeh daru, 
Sab ke kasht dur bhagaye, 

Gham bhari Yeh zindagi,
Batau kaise jeeni hai, 
Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Gham bhari Yeh zindagi,
Batau kaise jeeni hai, 
Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Chahe tum kuch bhi kha pee lo, 
Woh body Mein ban ni cheeni hai,

Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Gham bhari Yeh zindagi,
Batau kaise jeeni hai, 
Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Gham bhari Yeh zindagi,
Batau kaise jeeni hai, 
Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Chahe tum kuch bhi kha pee lo, 
Woh body Mein ban ni cheeni hai,

Badi mehnat se banai hai, 
Bas ab daru peeni hai, 

Gham bhari Yeh zindagi, 
Batau kaise jeeni hai, 
Jab lage exhausted mere Yaar, 
Behichaq hoke ab tujhe daaru peeni hai.....

Gham bhari Yeh zindagi, 
Batau kaise jeeni hai, 
Jab lage exhausted mere Yaar, 
Behichaq hoke ab tujhe daaru peeni hai!!!!!!




Saturday, 10 January 2026

Be faltu ka Bechara!!!!!

Dil se sab ka apna hai,
Sab ke liye ladta rehta hai, 
Jis ne bhi isko ehmiyat di, 
Uske liye sab kuch karta hai, 
Achha khasa shaadi shudaa hai, 
Lagta bhi nahi kahi se kunwara, 
Fir bhi jaane kyo darta rehta hai, 
Bewajah sab se ladhta rehta hai, 
Health aur wealth dono badhiya, 
Fir bhi bane befaltu ka Bechara,

Dil se sab ka apna hai,
Sab ke liye ladta rehta hai, 
Jis ne bhi isko ehmiyat di, 
Uske liye sab kuch karta hai, 
Achha khasa shaadi shudaa hai, 
Lagta bhi nahi kahi se kunwara, 
Fir bhi jaane kyo darta rehta hai, 
Bewajah sab se ladhta rehta hai, 
Health aur wealth dono badhiya, 
Fir bhi bane befaltu ka Bechara,

Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai,
Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai,


Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai,

Par jab apne par aati hai, 
Chah kar bhi kyu or kis se darta hai,
Salah sab ko dene wala, 
Apne time par khud se darta hai, 
Papa ka jo ladla tha, 
Sach ke liye sab se ladta tha,
Sach khud se bhi ab bol nahi pata,
Chahta tha sab ka sath nibhana, 
Apne liye bhi Yeh ladh nahi pata,
Khush rakhta hai sab ko Yeh, 
Par Jaane khud kyu khush nahi hai, 
Jo sab ka sahi karna chahta hai,
Jane kyo na apne liye hi nahi sahi hai, 
Karta rehta hai aise kaam, 
Jo nahi karna chahta tha, 
Jis jis ka Yeh laadla aur pyara tha, 
Unki hi Nazar see utar jata hai, 
Sab se sab ke liye ladne wala, 
Apne liye bechara ban jata hai....... 
Jo nahi karna chahta tha, 

Dil se sab ka apna hai,
Sab ke liye ladta rehta hai, 
Jis ne bhi isko ehmiyat di, 
Uske liye sab kuch karta hai, 
Achha khasa shaadi shudaa hai, 
Lagta bhi nahi kahi se kunwara, 
Fir bhi jaane kyo darta rehta hai, 
Bewajah sab se ladhta rehta hai, 
Health aur wealth dono badhiya, 
Fir bhi bane befaltu ka Bechara,

Jis jis ka Yeh laadla aur pyara tha, 
Unki hi Nazar see utar jata hai, 
Sab se sab ke liye ladne wala, 
Apne liye bechara ban jata hai....... 

Jis jis ka Yeh laadla aur pyara tha, 
Unki hi Nazar see utar jata hai, 
Sab se sab ke liye ladne wala, 
Apne liye bechara ban jata hai.......

Sunday, 28 December 2025

Mere Yaar madarchod!!!!!

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Koi apne bhai mein se dukhi,
Toh koi Baap ke bhai se, 
Kisi ki na hoti aulaad, 
Aath Saal mein apni lugai se, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Koi apne bhai mein se dukhi,
Toh koi Baap ke bhai se, 
Kisi ki na hoti aulaad, 
Aath Saal mein apni lugai se, 

Kisko kya bolu har koi, 
Life mein pareshan hai, 
Par na chahte hue bhi, 
Inme meri Jaan hai, 

Kisko kya bolu har koi, 
Life mein pareshan hai, 
Par na chahte hue bhi, 
Inme meri Jaan hai, 

Inki life suljhe toh sala, 
Apni problems share karu, 
Kaise inko bhi samjhaun, 
Kitni inki care karu, 

Kisko kya bolu har koi, 
Life mein pareshan hai, 
Par na chahte hue bhi, 
Inme meri Jaan hai, 

Kisko kya bolu har koi, 
Life mein pareshan hai, 
Par na chahte hue bhi, 
Inme meri Jaan hai, 

Inki life suljhe toh sala, 
Apni problems share karu, 
Kaise inko bhi samjhaun, 
Kitni inki care karu, 

Inko track par late late,
Mera track hi bhatak gaya, 
Sala sabka sochta sochta, 
Mai khud Mein hi atak gaya, 
Socha tha ab aage badhunga, 
Par Jaane kyu mai badh na paaya, 
Sab ka bhala sochta sochta, 
Kyo aage mai badh na paaya, 
Socha iska bhala karunga,
Ya fir uska bhala karunga, 
Sab ko sath le kar chalunga, 
Tabhi toh sabke Saath badhunga, 
Inpe Mera dhyan tha shayad,
Tabhi mai aage badh na paya, 
Jinse thi umeed lagai, 
Usne hi maine dhokha khaya, 
Dil mera seedha aur, 
Abhi bhi yeh shareef hai, 
Inke liye badhi hongi duriyan par, 
Dil abhi bhi inke kareeb hai, 
Jitna mera dil ameer, 
Utni sala Jeb gareeb hai, 
Agar hota umeed sa paisa, 
Bhala inka mai kar hi deta, 
Mana bhai ne bhara interest zyada,
Par raha mai uske liye loan leta, 
Mauka jisko jab milta hai,
Yeh ehsaas jata dete hain,
Sath chahe jitna nibhaya inka,
Duri par lecture suna dete hain, 
Inke liye lada tha sab se, 
Mere liye Yeh nahi ladte hain, 
Apne liye lady jayein sab se, 
Mere liye ghar walo se darte hain, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 

Koi apne bhai mein se dukhi,
Toh koi Baap ke bhai se, 
Kisi ki na hoti aulaad, 
Aath Saal mein apni lugai se, 

Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod, 
 
Sab ki life ka funda alag hay,
Neeyat mein sab ki khot, 
Hote honge log bhale,
Mere Yaar madarchod!!!!!!!!

Tuesday, 16 December 2025

Utna hi tu zyada marega!!!!

Satyug nahi kalyug hai yeh,
Jaha daraane wala khud darega,
Jitna kisi ka bhala sochega, 
Utna hi tu zyada marega, 

Galat samay par galat log,
Bin bulaye mil jaate hain, 
Dete toh woh kuch bhi nai par, 
Chain tumhara le jaate hain, 

Dil se sochne wale aqsar, 
Dhokhe Badi jaldi khate hain,
Aur fir bina kisi galti ke, 
Akele hi woh pachtaate hain, 

Bhala kisi ka tum karo aur, 
Buree bhi tum hi ban jao, 
Bina kisi madad ke fir tum,
Tanhai mein pachtaaooo, 

Bhala kisi ka tum karo aur, 
Buree bhi tum hi ban jao, 
Bina kisi madad ke fir tum,
Tanhai mein pachtaaooo, 

Saamne wala tas se Mas na,
Hota tumhari Baat par, 
Kaam tha toh hanji hanji, 
Ab na jawab dein Raat bhar, 

Dil se jitna accha thaa,
Utna hi Bura bana rahe hain, 
Yeh kal yug ke paapi log, 
Sacche insaan ko rula rahe hain,

Socha nahi tha is tarah bhi, 
Jawab unko kabhi dena hoga, 
Par dil mere ko dukhane ka, 
Dard unko bhi ab lena hoga, 

Nahi chahta tha jo karna, 
Ab woh bhi kar ke dikhlaunga, 
Meri neend udane walon ko,
Dard gehra ab de jaunga, 

Bhala kisi ka tum karo aur, 
Buree bhi tum hi ban jao, 
Bina kisi madad ke fir tum,
Tanhai mein pachtaaooo, 

Dil se sochne wale aqsar, 
Dhokhe Badi jaldi khate hain,
Aur fir bina kisi galti ke, 
Akele hi woh pachtaate hain, 

Galat samay par galat log,
Bin bulaye mil jaate hain, 
Dete toh woh kuch bhi nai par, 
Chain tumhara le jaate hain, 

Satyug nahi kalyug hai yeh,
Jaha daraane wala khud darega,
Jitna kisi ka bhala sochega, 
Utna hi tu zyada marega, 

Satyug nahi kalyug hai yeh,
Jaha daraane wala khud darega,
Jitna kisi ka bhala sochega, 
Utna hi tu zyada marega!!!! 

Saturday, 8 November 2025

Haal-e-Dil!!!!!!

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil,

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil, 

Par to my cure there was no pill,
I have to suffer my hall-e-dil,

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil,

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil, 

Par to my cure there was no pill,
I have to suffer my hall-e-dil,

Destiny thi chahti but mujhe rulana, 
Mera haal-e-dil mujhe Yaad dilana,

Trick thi uski badi hi ajeeb,
Bhulwaya use jiske Mai tha kareeb, 

Trick thi uski badi hi ajeeb,
Bhulwaya use jiske Mai tha kareeb, 

Bol dia maine usko jo karna hai kar le, 
Mai nahi darta ab chahe jo bhi kar le, 

Mere liye jo zaruri hai, 
Woh mere saath hai, 
Chahe koi Maane ya na maane, 
Mere sar par upar waale ka haath hai, 
Mujhe jiska hona tha, 
Aaj woh meri hai, 
Mujhe uske faisle Mein, 
Lagti chahe deri hai, 
Par uska faisla, 
Mujhe manzoor hai, 
Jiska hona chahta tha, 
Woh mujhse dur hai, 
Par jo mujhe aaj chahti hai, 
Woh mere kareeb hai, 
Chahe jitna bada hoye, 
Dil mere gareeb hai, 
Jiska hona chahta tha, 
Uska toh ho na paya, 
Par q Yeh Chhod de usko, 
Jisne isko bewajah apnaya,
Aaj Yeh dil uske, 
Liye dhadakna chahta hai, 
Jo dilo Jaan se, 
Isko chahna chahti hai, 
Maana aaj bhi dil mera, 
Karta titto bittu hai, 
Par meri lifeline, 
Sirf meri Sweetu hai, 
Koi nahi le sakta ab jagah iski, 
Jitni Yeh mere liye khaas hai, 
Har pal jo mai jeena chahta hu, 
Mujhe iski khushi ki aas hai,
Mai jab tak zinda hu, 
Iska hona chahta hu, 
Bina kisi dikkat ke, 
Iske saath rehna chahta hu,
Jo bhi aaye mushqil, 
Hum mil kar usko par karein,
Jab tak hum dono zinda hain, 
Woh mujhe mai usko pyar karein,
Na woh mujhse pareshan ho,
Na mara dil use kabhi pareshan kare, 

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil,

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil, 

Par to my cure there was no pill,
I have to suffer my hall-e-dil,

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil,

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil, 

Par to my cure there was no pill,
I have to suffer my hall-e-dil,

Destiny thi chahti but mujhe rulana, 
Mera haal-e-dil mujhe Yaad dilana,

Trick thi uski badi hi ajeeb,
Bhulwaya use jiske Mai tha kareeb, 

Trick thi uski badi hi ajeeb,
Bhulwaya use jiske Mai tha kareeb, 

Bol dia maine usko jo karna hai kar le, 
Mai nahi darta ab chahe jo bhi kar le, 

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil,

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil, 

Par to my cure there was no pill,
I have to suffer my hall-e-dil,

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil,

Sabke sath mai karta tha chill,
Kisi ko nahi dikhata tha apna haal-e-dil, 

Par to my cure there was no pill,
I have to suffer my hall-e-dil!!!!!!!

Thursday, 23 October 2025

Mai Aisa kaise ho sakta hu!!!

Shakal se mai bhola bhala hu,
Dil ka bhi shareef hu, 
Jo jo mujhko jaante hain, 
Un sab ke mai kareeb hu,

Shakal se mai bhola bhala hu,
Dil ka bhi shareef hu, 
Jo jo mujhko jaante hain, 
Un sab ke mai kareeb hu,

Bura kisi ka sochta nahi mai, 
Galtiyan fir bhi kar jata hu, 
Lakh ache kaam karke bhi mai, 
Ek galti se mar jata hu, 

Sochte hain us pal mein Saare, 
Galti toh sirf meri hai, 
Taareef kari thi akele mein toh,
Sunane mein kyo karni deri hai, 

Nahi sochte uss pal mein woh, 
Jaan bujh kar maine nahi kiya, 
Mehsoos karate har galti woh, 
Jo bina soche tha maine kiya,

Socha toh bas itna tha maine, 
Kyo kisi ki umeed dubau, 
Par Yeh kabhi nahi socha ki, 
Aisa karke kisi ka dil dukhau, 

Kisi bhi usko kaise Keh du, 
Jo meri parwah karte hain, 
Mujhe sunate sunate woh bhi, 
Andar hi andar marte hain, 

Na galti unki na galti meri, 
Sab samay ka dastoor hai, 
Mai majboor apne haalaat mein,
Woh apne mein majboor hain,

Kya karu aisa ki mai ab, 
Kisi ka bhi dil na dikhau, 
Khush rahu bas apne mein hi, 
Apno ke liye bhi kya kar jau, 

Jis se lage ki sath hain hum bhi, 
Aur sath khushi se rehte rahein, 
Bina kisi ke dil dukhaye, 
Khush reh kar saath rehte rahein, 

Na chubhein mujhe unki baatein, 
Na chubhein unko meri baatein, 
De kuch salah aise prabhu ab, 
Na kate rote rote humari raatein,

Mana thodi galtiyan mai, 
Had se zyada kar gaya hu, 
Par kya itna Bura hu mai ki, 
Uski narzo mein mar gaya hu,

Suna suna ke rula diyaa hai, 
Meri acchaiyo ko bhula dia hai, 
Ki ab mai bhi dar sakta hu, 
Apni narzo mein mar sakta hu,

Itna lagne lag raha hai, 
Kya ab mai sach mein so sakta hu,
Jitna Bura muje kaha gaya hai, 
Kya itna Bura mai ho sakta hu?

Shakal se mai bhola bhala hu,
Dil ka bhi shareef hu, 
Jo jo mujhko jaante hain, 
Un sab ke mai kareeb hu,

Shakal se mai bhola bhala hu,
InDil ka bhi shareef hu, 
Jo jo mujhko jaante hain, 
Un sab ke mai kareeb hu,

Bura kisi ka sochta nahi mai, 
Galtiyan fir bhi kar jata hu, 
Lakh ache kaam karke bhi mai, 
Ek galti se mar jata hu,

Suna suna ke rula diyaa hai, 
Meri acchaiyo ko bhula dia hai, 
Ki ab mai bhi dar sakta hu, 
Apni narzo mein mar sakta hu,

Itna lagne lag raha hai, 
Kya ab mai sach mein so sakta hu,
Jitna Bura muje kaha gaya hai, 
Kya itna Bura mai ho sakta hu?

Zyada baatein mai karta nahi hu, 
Aur thoda mai kam sota hu, 
Jitna mujhe sab bata rahe hain,
Mai waisa kaise ho sakta hu????

Shakal se mai bhola bhala hu,
Dil ka bhi shareef hu, 
Jo jo mujhko jaante hain, 
Un sab ke mai kareeb hu,

Bura kisi ka sochta nahi mai, 
Galtiyan fir bhi kar jata hu, 
Lakh ache kaam karke bhi mai, 
Ek galti se mar jata hu,

Suna suna ke rula diyaa hai, 
Meri acchaiyo ko bhula dia hai, 
Ki ab mai bhi dar sakta hu, 
Apni narzo mein mar sakta hu,

Itna lagne lag raha hai, 
Kya ab mai sach mein so sakta hu,
Jitna Bura muje kaha gaya hai, 
Kya itna Bura mai ho sakta hu?

Zyada baatein mai karta nahi hu, 
Aur thoda mai kam sota hu, 
Jitna mujhe sab bata rahe hain,
Mai waisa kaise ho sakta hu????

Monday, 23 June 2025

Dastane Daaru!!!!

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 

Chahta nahi tha jise hath lagana,
Bin uske bhi mast mai jeeta tha, 

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 

Chahta nahi tha ki daru piyo ya,
Cigarette Ko bhi haath lagau,
Simple sober zindagi jee kar, 
Kyo na mai bhi Aage badh jau,

Chahta nahi tha ki daru piyo ya,
Cigarette Ko bhi haath lagau,
Simple sober zindagi jee kar, 
Kyo na mai bhi Aage badh jau,

Soch meri par rakh ke dhyan,
Kafi mujhse jalte the, 
Jaane anjaane mein bhi kya, 
Crorepati mujhse palte the, 

Soch meri par rakh ke dhyan,
Kafi mujhse jalte the, 
Jaane anjaane mein bhi kya, 
Crorepati mujhse palte the, 
 
Mere jigari yaar the jo bhi, 
Meri parwah karte the, 

Mere jigari yaar the jo bhi,
Meri parwah karte the, 

Jaane ya anjaane mein kya, 
Kuchh log mujhse sadhe the, 

Soch meri par rakh ke dhyan,
Kafi mujhse jalte the, 
Jaane anjaane mein bhi kya, 
Crorepati mujhse palte the, 
 
Jaane ya anjaane mein kya, 
Kuchh log mujhse sadhe the, 

Meri har naakaami ki kya, 
Manokamana karte the, 

Jaane anjaane mein bhi kya, 
Kuchh log mujhse sadte the ???

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 


Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha!!!!!

Saturday, 21 June 2025

Sach se aage!!!!

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi detaa, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi,

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi deta, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi, 

Dil kehta hai Yeh kar, 
Dimag ulti taraf double speed Mein bhage, 
Jane kyu par koi Keh raha hai, 
Kabhi toh soch sahi galat se bhi aage,

Dil kehta hai Yeh kar, 
Dimag ulti taraf double speed Mein bhage, 
Jane kyu par koi Keh raha hai, 
Kabhi toh soch sahi galat se bhi aage,

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaqg Kehne nahi detaa, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Saga koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi,

Soch samajh kar kuch karna chahta hoon, 
Khud se aage badhna chahta hu, 
Jane kaha mai ruk Jaata hoon, 
Khushi se zyada dukh paata hu, 
Farak kuch padhne dena nahi chahta, 
Par farak padh jata hai, 
Dil aur dimag ki is nok jhok Mein, 
Shareer aksar bigadh Jaata hai, 
Jo kabhi karne ki sochi nahi thi,
Aksar wahi kyo mai kar Jaata hu, 
Na pee kar ek arse tak kyo, 
Fir peene ki aur badh Jaata hu, 
Pata hai Siraf nuksaan hi hoga, 
Koi theek nahi fir kaam bhi hoga, 
Par fir bhi kyo mai pee Jaata hu, 
Sadiyoon ka achha sochta sochta, 
Ek pal Mein Neeche aa jata hu, 
Mauke talashata rehta hu mai,
Kuchh jugad karke sharab pee lu,
Bohot reh liya sab ke liye hosh mein,
Kuchh pal sirf ab apne liye jee loon, 

Mauke talashata rehta hu mai,
Kuchh jugad karke sharab pee lu,
Bohot reh liya sab ke liye hosh mein,
Kuchh pal sirf ab apne liye jee loon, 

Mauke talashata rehta hu mai,
Kuchh jugad karke sharab pee lu,
Bohot reh liya sab ke liye hosh mein,
Kuchh pal sirf ab apne liye jee loon, 

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi deta, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi, 

Dil kehta hai Yeh kar, 
Dimag ulti taraf double speed Mein bhage, 
Jane kyu par koi Keh raha hai, 
Kabhi toh soch sahi galat se bhi aage,

Dil kehta hai Yeh kar, 
Dimag ulti taraf double speed Mein bhage, 
Jane kyu par koi Keh raha hai, 
Kabhi toh soch sahi galat se bhi aage,

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi deta, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi, 

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi deta, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi !!!!

Monday, 14 April 2025

Comfort zone!!!!

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 



Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone!! 



Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 



Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone, 



Bachpan se chalu hain trouble , 

Karta tha har maudh pe struggle,

Mehnat karta tha mai double, 

Fir bhi fas jata in trouble, 


Bachpan se chalu hain trouble , 

Karta tha har maudh pe struggle,

Mehnat karta tha mai double, 

Fir bhi fas jata in trouble, 


Sab kehte tha aage badh Jaa, 

Duniya ki har mushkil se ladh jaa, 

Par ek hissa dil ka mera, 

Bana ke rakh ta tha dera, 

Nahi nikalna bahar is se, 

Rehta reh tu maun, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 


Arre, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 


Struggle life Mein sab ki chalegi, 

Ghadi ki sui bas aage badhegi, 

Ek hi cheez rokegi tujh ko,

Sab jaante hai woh kaun, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 

Arre, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 

Saat mein Paanch din office Jaana, 

Sab se baat cheet badhana, 

Mauka milte hi ek din fir,

Apna asli rang dikhana, 

Morning evening night mein bhi, 

As per roster shift mein Jaana, 

Kabhi Khud escalation Khaana,

Kabhi kisi ka mazak udana, 

Delhi Noida Gurgaon Mein, 

Adhi zindagi safar bitana,

Kabhi cab kabhi metro toh, 

Kabhi Khud se office hai Jaana, 

Har din naye mauke ki talaash mein, 

Jalte sadhte office Jaana, 

Koi puche tu kitna kamaye, 

Are bhai tu karta kya hai,

Kal dekha tha subah gaya tha, 

Aaj din mein ja raha hai, 

Pichle Monday jab ghar se nikla mai, 

Dekha office se tu aa raha hai, 

Abe sach mein Insaan hi hai na, 

Kitne shiftein tu badal raha hay, 

Fit toh tu Bachpan se nahi tha, 

Par kaise tu size ab badal raha hai,

Kya bolu jab puche sab Yeh, 

What in your life going on, 

Mera dill Bas Yeh hi dohraaye, 

I am in my comfort zone, 

Mana dost kamaye zyada, 

Mai toh basic needs ko bhaaga,

Unki mehnat mujhse zyada, 

Mera struggle unse zyada, 

Karlo jo karna hai wada, 

Dekho kaun hai asli Don, 

Sab puche kyo abhi bhi peeche, 

I say I'm in my comfort zone, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 

Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone!! 



Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 



Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone, 

Tumko chahiye mehngi Gaadi, 

Mota package sasta loan, 

But mere bhai I still love tu, 

Live in my comfort zone, 

Tumko chahiye mehngi Gaadi, 

Mota package sasta loan, 

But mere bhai I still love tu, 

Live in my comfort zone, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 

Kya, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone,

Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone!!!!!! 

Thursday, 13 March 2025

Happy Holi mere Yaar...

Saal Mein aata hai ik baar,
Khushiyon Rangoon ka tyohaar, 
Holi kehte hain jisko, 
Mil jaate hain saree Yaar, 
Bhang chadha kar bhole baba ki,
Khate hain dheeron pakwaan, 
Dua hai meri bani rahe hamesha, 
Sab ki sab mein jam kar shaan,
Na koi gila ho na shiqwa ho,
Ho toh bas aapas mein pyaar, 
Dil se dil tak sab ko bolu, 
A very very Happy Holi mere Yaar 😘😘😘😘😘😘

Wednesday, 19 February 2025

Dil hi hota hai sahi 💌💞

Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 
Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 

Apni hi nazron mein uth bhi raha hoon, 
Aur agle hi kadam par gir bhi raha hoon, 
Ek pal mein mauj mana raha hoon,
Agle pal mein gham chupa raha hoon,

Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 
Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 

Apni hi nazron mein uth bhi raha hoon, 
Aur agle hi kadam par gir bhi raha hoon, 
Ek pal mein mauj mana raha hoon,
Agle pal mein gham chupa raha hoon,

Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 
Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 

Dil Keh raha hai tu sahi hai, 
Par dil toh khud hi galat hota hai, 
Sab ko khush karne wala, 
Aksar akela hi rota hai, 
Ab is dil ko koi kya bataye, 
Jo sabse zyada hasaye,
Itehas gawah hai sala, 
Wahi sabse zyada rulaaye,
Rote rote hansa seekhaya, 
Ab rona bhool gaya, 
Sab kuch seekh samajh kar, 
Fir se aaj tu school gaya, 
Dil aur dimag toh ladte rahenge, 
Aage badhne wala toh umar padhte rahenge, 
Jaha padhna Chhod dia, 
Wahi se panga chalu hai, 
Mano ya na mano, 
Sada bahar toh aalu hai, 
Toh na ab zyada soch kar, 
Sabko yehi bataya jaaye, 


Gham toh duniya deti rahegi, 
Khush Rehne hi better hai, 
Kar le Baat ya kara de Baat,
Solve kar jo bhi matter hai, 
Kuch bhi rakhne ka koi Matlab nahi, 
Dil hota left mein hai but hota hai sahi!!!

Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 
Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 

Dil aur dimag toh ladte rahenge, 
Aage badhne wala ta umar padhte rahenge, 
Jaha padhna Chhod dia, 
Wahi se panga chalu hai, 
Mano ya na mano, 
Sada bahar toh aalu hai, 
Toh na ab zyada soch kar, 
Sabko yehi bataya jaaye, 


Gham toh duniya deti rahegi, 
Khush Rehne hi better hai, 
Kar le Baat ya kara de Baat,
Solve kar jo bhi matter hai, 
Kuch bhi rakhne ka koi Matlab nahi, 
Dil hota left mein hai but hota hai sahi!!!!!!!! 

Tuesday, 22 October 2024

Khayali bawaal !!!

Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Par kya karu yeh duniya hi aisi hai, 
Jisko har baat ka jawaab chahiye,
Jitna Marzi shaant rehna chahu Mai,
Inko toh mood pura kharab chahiya,
Magar soch liya hai maine bhi, 
Kisi ko koi jawab nahi dunga, 
Jispe bhi ayega gussa ab mujhko, 
Usse kuch na keh ke chup rahunga, 
Jo kehna chahta hoon unko,
Usko khayal mein launga,
Jitna Zyada ho sakega, 
Wahi bawaal banaunga, 
Na kisi ko dikhega, 
Na kisi ko pata chalega, 
Aur na hi khud tak rakh kar, 
Mera pyaara Dil jalega, 
Khushi Khushi mein maze se ab mai, 
Khayali bawaal banaunga,
Aur apne khayalo mein hi, 
Unse maze le jaunga !!!!!

Tuesday, 8 October 2024

Mood !!!!

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,

Kya karein is zindagi ka, 
Har roz umeed jagati hai, 
Pal mein hero pal mein zero, 
Sab ko Yeh banati hai, 
Soye the hero ban kar, 
Zero bana ke uthaya hay, 
Do pal ki muskaan de kar, 
Do do ghante rulaya hai, 
Ladai na karte hue bhi, 
Sabse ladna sikhaya hai, 
Dheere dheere khisak khisak ke, 
Aage badhna sikhaya hai, 
Badhte badhate aage yu hi,
Sath bhi hum ne paya hai,
Do pal ki is zindagi ko, 
Do lafzo me bataya hai, 
Jiyo aur jeene do, 
Kehte toh yaha saare Hain, 
Par Roda ban jate woh hi, 
Kaam aise kar jaate hain, 
Unko aur sabko Mera, 
Bas yehi paigaam hai, 
Do pal ki is zindagi mein, 
Sabko Mera salaam hai, 

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations !!!!!!!

Sunday, 25 August 2024

Mai bhi star ban jaunga!!!!!!!

Sath deta hoon mai sab ka,
Karta hoon sabka satkar, 
Choto ko karta mai pyar, 
Bado ka aadar satkaar, 
Dil dukhana pasand nahi mujhko, 
Fir bhi apno ke dil dukhata hoon, 
Apni choti khushiyo ke liye mai, 
Apno ko thoda sa rulata hoon, 
Chahta toh nai ki,
Unka mai dil dukhau, 
Koi na ho is duniya mein, 
Jisko mai rulaya, 
Par kya karu akhir, 
Mai bhi toh insan hoon, 
Apna nuksaan karne wala, 
Chota sa shaitan hoon, 
Ho jate hain mujhse ache, 
Jo aaye abhi hain nazron mein,
Lakh kama loon Izzat fir bhi, 
Sabse peeche reh jata hoon, 
Laakh acchaiya karke bhi fir, 
Mai hi shaitan ban jata hoon, 
Diyaa jisko jo bhi ab tak, 
Sab peeche reh jata hai, 
Mera dil thak har kar, 
Mujhse fir Yeh likhwata hai, 
Kyo sunta hai sabki tu hi, 
Kyu mana nahi kar deta, 
Jis jisne dil dukhaya tha tera, 
Kyo nai unse tu badla leta, 
Dil ko fir ghuma fira kar,
Khud se jawab deta hoon, 
Lakh gham seh kar bhi mai, 
Apno ke liye zinda rehta hoon, 
Laut chuka hoon un modo se, 
Jaha koi aage jana chahta nahi, 
Apno ko bhi mai lagta hounga galat, 
Par apne liye abhi bhi hoon sahi, 



Kyo bheju kisi ko bhad mein,
Jab mai bhi nahi jane wala, 
Gussa karke Bura ban jaunga, 
Par unko nahi Gawane wala, 
Maang lunga maufi unse, 
Jo hain muafi ke layak,
Kisi ke liye mai hoon kavi, 
Toh Kisi ke liye hu mai gayak, 
Kisi ke liye sab kuch karne wala, 
Toh kisi ke liye kuch na karne layak,
Jab jo chahu wahi karunga, 
Kisi se darunga kisi se ladunga, 
Par har mushkil har padhaw se, 
Jaise taise karke aage badhunga, 
Har gham har khushi ko, 
Sab mein aise batwaunga,
Sab ko sab dunga aise ki, 
Ek din mai bhi star ban jaunga !!!!!

Sath deta hoon mai sab ka,
Karta hoon sabka satkar, 
Choto ko karta mai pyar, 
Bado ka aadar satkaar, 
Dil dukhana pasand nahi mujhko, 
Fir bhi apno ke dil dukhata hoon, 
Apni choti khushiyo ke liye mai, 
Apno ko thoda sa rulata hoon, 
Chahta toh nai ki,
Unka mai dil dukhau, 
Koi na ho is duniya mein, 
Jisko mai rulaya, 
Par kya karu akhir, 
Mai bhi toh insan hoon, 
Apna nuksaan karne wala, 
Chota sa shaitan hoon, 
Ho jate hain mujhse ache, 
Jo aaye abhi hain nazron mein,
Lakh kama loon Izzat fir bhi, 
Sabse peeche reh jata hoon, 
Laakh acchaiya karke bhi fir, 
Mai hi shaitan ban jata hoon, 
Diyaa jisko jo bhi ab tak, 
Sab peeche reh jata hai, 
Mera dil thak har kar, 
Mujhse fir Yeh likhwata hai, 
Kyo sunta hai sabki tu hi, 
Kyu mana nahi kar deta, 
Jis jisne dil dukhaya tha tera, 
Kyo nai unse tu badla leta, 
Dil ko fir ghuma fira kar,
Khud se jawab deta hoon, 
Lakh gham seh kar bhi mai, 
Apno ke liye zinda rehta hoon, 
Laut chuka hoon un modo se, 
Jaha koi aage jana chahta nahi, 
Apno ko bhi mai lagta hounga galat, 
Par apne liye abhi bhi hoon sahi, 

Har gham har khushi ko, 
Sab mein aise batwaunga,
Sab ko sab dunga aise ki, 
Ek din mai bhi star ban jaunga!!!!!!!!! 

Wednesday, 15 May 2024

Gareeb Na Banaye!!!

Hey prabhu tujhse ardaas meri,
Sab ke dil mein tu hi chhaye, 
Jis bhi rup mein aaye tu bas, 
Apne bhagton ke kasht mitaye,
Jeewan jis jis ko diya hai,
Sab ke kasht paar lagaye, 
Yehi ek binti hai tujhse,
Garibi sab se dur bhagaye,
Jeewan diya badi kismat se, 
Toh kyo isme bhatkata hay, 
Rula kar paida karta hai sab ko,
Aur maut pe apno ko rulata hai, 
Karwa sabse zinda hain jab tak, 
Bas khushiyo ka pal hi aata hai, 
Gham aaye bhi toh bas kuch pal, 
Jo beet gaya aaj na aaye kal, 
Bhool jaaye har gham ko hum sab, 
Bas khush ho kar har pal bitayein,
Gile shiqwe hain jo apno se, 
Unko bhool kar bas khushi manayein, 
Karo kuch aisa prabhu ji, 
Gham sab apne bhool jayein, 
Garibi mein je rahe hain jo bhi, 
Zarooratein apni puri kar paayein, 
Aaye the rote rote Duniya mein,
Haste haste duniya se jayein, 
Na ho Garibi kisi ko bhi bilkul, 
Har kaam har koi khud se kar paaye, 
Chahe jo bhi karaaye humse, 
Par bhagwaan humein gareeb naa Banaye!!!!!!!

Monday, 26 February 2024

Maha Aarti!!!!!

Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh deva,
Do aisa wardaan karu apni maata ji ki seva!! 

Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh deva,
Do aisa wardaan karu apni maata ji ki seva!! 

Jai Laxmi Ganesh bolu Jai Laxmi Ganesh, 
Aap hi toh maata pita ji dur karein mere kalesh!!

Jai Laxmi Ganesh bolu Jai Laxmi Ganesh, 
Aap hi toh maata pita ji dur karein mere kalesh!!

Jai Jai Bhole Nath bolu Jai Jai Bhole Naath,
Ab toh prabhu ji rakh dijiye mere sar par haath!! 

Jai Jai Bhole Nath bolu Jai Jai Bhole Naath,
Ab toh prabhu ji rakh dijiye mere sar par haath!!

Jai Jai Jai Shri Raam bolu Jai Jai jai Jai Shri Raam, 
Aap Ki dua se hi toh pure hote mere sab kaam!!

Jai Jai Jai Shri Raam bolu Jai Jai jai Jai Shri Raam, 
Aap Ki dua se hi toh pure hote mere sab kaam!!

Jai Bajrang Bali bolu Jai Bajrangbali, 
Aap ne prabhu ji fir se meri Jaan bacha liii!!

Jai Bajrang Bali bolu Jai Bajrangbali, 
Aap ne prabhu ji fir se meri Jaan bacha liii!! 

Jai Natkhat Gopal bolu Jai Natkhat Gopal,
Aap Ki dua se hi toh mai chalta hoon har ek chaal!!

Jai Natkhat Gopal bolu Jai Natkhat Gopal,
Aap Ki dua se hi toh mai chalta hoon har ek chaal!! 

Allah ji ka Naam jo lu toh dekhu dheron khwab, 
Pura karne ki himmat de kar woh bolein Aadaab!!

Allah ji ka Naam jo lu toh dekhu dheron khwab, 
Pura karne ki himmat de kar woh bolein Aadaab!!

Waheguru ji karne Rehnde ne aape Kamaal,
Mai pucheya ki haal te toh bole Sat Sri Akaal!!

Waheguru ji karne Rehnde ne aape Kamaal,
Mai pucheya ki haal te toh bole Sat Sri Akaal!!

Lord Jesus teached us to serve others, 
And be happy without any doubt, 
Because Game Of life Continues Forever,
Of getting in and out!!

Lord Jesus teached us to serve others, 
And be happy without any doubt, 
Because Game Of life Continues Forever,
Of getting in and out!!

Sai Baba bhi toh aaye the, jo the bade neek
Unhone hum ko sikhla dala Sab Ka Maalik Eek!!

Sai Baba bhi toh aaye the, jo the bade neek
Unhone hum ko sikhla dala Sab Ka Maalik Eek!! 

Kal yug mein aaye humare Pyaare Khatu Shaam, 
Asafaltaon ko Safal, karna hai inka kaam!! 

Kal yug mein aaye humare Pyaare Khatu Shaam, 
Asafaltaon ko Safal, karna hai inka kaam!!

Shukrana aur Blessings le kar aaye Guruji, 
OM NAMAH SHIVAAYE, Waheguru Jii gaaye Guruji!!

Shukrana aur Blessings le kar aaye Guruji, 
OM NAMAH SHIVAAYE, Waheguru Jii gaaye Guruji!!

Sunday, 31 December 2023

Ek quarter Vodka!!!!

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Kya bolu kisi ko bhi ab mai, 
Pata kisi ko na tha hota, 

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Kya bolu kisi ko bhi ab mai, 
Pata kisi ko na tha hota, 

Bigada Honey ke songs ne, 
Suna karte the jo saare, 
High heels se Vodka tak bas, 
Honey ka trend hi pukare,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Kya bolu kisi ko bhi ab mai, 
Pata kisi ko na tha hota, 

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Kya bolu kisi ko bhi ab mai, 
Pata kisi ko na tha hota, 

Bigada Honey ke songs ne, 
Suna karte the jo saare, 
High heels se Vodka tak bas, 
Honey ka trend hi pukare,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Kya bolu kisi ko bhi ab mai, 
Pata kisi ko na tha hota, 

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Kya bolu kisi ko bhi ab mai, 
Pata kisi ko na tha hota, 

Bigada Honey ke songs ne, 
Suna karte the jo saare, 
High heels se Vodka tak bas, 
Honey ka trend hi pukare,

Songs Honey ke sun ke, 
Dil Mein jaagi umeed thi, 
Yeh meri koi habit nahi, 
Meri basic need thi, 
Samajh samajh ke samajh samajhna, 
Har kisi ko aata nahi, 
Mujhe shuru se aata tha Yeh sab, 
Koi mujhe tha batata nahi, 
Dar Dar kar sab likhta tha mai sab, 
Kabhi na kuch bhi record kiya, 
Apni zindagi ko toh sala, 
Maine bas dar ke off board kiya, 
Lekin Dil kehta tha mera, 
Mera waqt bhi aayega, 
Har dhun ko meri ek din, 
Sara youth gungunayega,
Par Dil Mera chahta hai ki, 
Mai har generation ke Dil tak jau, 
Har kisi ko kar doon majboor ki, 
Unke Dil ki Aawaaz tak Aau, 
Soche sab ki kaun hai Yeh Jo,
Sab ka saath chahta hai, 
Bina kisi ko peeche chode, 
Aage aana chahta hai, 
Toh bata doon yaaroon, 
Sab ka time bhi aata hai,
Usne lekh likha hai sab ka, 
Kaun kaise par lagata hai, 
Humein usi par vishwaas karke,
Aage badhte jaana hai,
Aur bina soche samjhe bas,
Sab ke Dil par chana hai!!!!!!!!!!

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Kya bolu kisi ko bhi ab mai, 
Pata kisi ko na tha hota, 

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Ek quarter Vodka,
Kaam mera roz ka,
Aadat dali Parveen ne, 
Diya mummy ko dhokha,

Kya bolu kisi ko bhi ab mai, 
Pata kisi ko na tha hota, 

Bigada Honey ke songs ne, 
Suna karte the jo saare, 
High heels se Vodka tak bas, 
Honey ka trend hi pukare

Par usko ab par laga kar, 
Chane ko Dil Mera pukare!!!!!!!!

Bigada Honey ke songs ne, 
Suna karte the jo saare, 
High heels se Vodka tak bas, 
Honey ka trend hi pukare

Par usko ab par laga kar, 
Chane ko Dil Mera pukare!!!!!!!!