Wednesday, 1 July 2026

Bekaar....

Mai karta raha woh sab,
Jo bhi mujhe bataya gaya, 

Jaha mujhe koi raah dikhi, 
Mai kadam badhata gaya, 

Gham Yeh nahi ki meri bas kamiyan nikali gayi, 

Gham Yeh nahi ki meri bas kamiyan nikali gayi, 

Dil waha dukha jaha, 
Apna behtarin karke bhi mujhe bekar bataya gaya.... 

No comments:

Post a Comment