Sunday 25 August 2024

Mai bhi star ban jaunga!!!!!!!

Sath deta hoon mai sab ka,
Karta hoon sabka satkar, 
Choto ko karta mai pyar, 
Bado ka aadar satkaar, 
Dil dukhana pasand nahi mujhko, 
Fir bhi apno ke dil dukhata hoon, 
Apni choti khushiyo ke liye mai, 
Apno ko thoda sa rulata hoon, 
Chahta toh nai ki,
Unka mai dil dukhau, 
Koi na ho is duniya mein, 
Jisko mai rulaya, 
Par kya karu akhir, 
Mai bhi toh insan hoon, 
Apna nuksaan karne wala, 
Chota sa shaitan hoon, 
Ho jate hain mujhse ache, 
Jo aaye abhi hain nazron mein,
Lakh kama loon Izzat fir bhi, 
Sabse peeche reh jata hoon, 
Laakh acchaiya karke bhi fir, 
Mai hi shaitan ban jata hoon, 
Diyaa jisko jo bhi ab tak, 
Sab peeche reh jata hai, 
Mera dil thak har kar, 
Mujhse fir Yeh likhwata hai, 
Kyo sunta hai sabki tu hi, 
Kyu mana nahi kar deta, 
Jis jisne dil dukhaya tha tera, 
Kyo nai unse tu badla leta, 
Dil ko fir ghuma fira kar,
Khud se jawab deta hoon, 
Lakh gham seh kar bhi mai, 
Apno ke liye zinda rehta hoon, 
Laut chuka hoon un modo se, 
Jaha koi aage jana chahta nahi, 
Apno ko bhi mai lagta hounga galat, 
Par apne liye abhi bhi hoon sahi, 



Kyo bheju kisi ko bhad mein,
Jab mai bhi nahi jane wala, 
Gussa karke Bura ban jaunga, 
Par unko nahi Gawane wala, 
Maang lunga maufi unse, 
Jo hain muafi ke layak,
Kisi ke liye mai hoon kavi, 
Toh Kisi ke liye job mat gayak, 
Jab jo chahu wahi karunga, 
Kisi se darunga kisi se ladunga, 
Par har mushkil har padhaw se, 
Jaise taise karke aage badhunga, 
Har gham har khushi ko, 
Sab mein aise batwaunga,
Sab ko sab dunga aise ki, 
Ek din mai bhi star ban jaunga,

Sath deta hoon mai sab ka,
Karta hoon sabka satkar, 
Choto ko karta mai pyar, 
Bado ka aadar satkaar, 
Dil dukhana pasand nahi mujhko, 
Fir bhi apno ke dil dukhata hoon, 
Apni choti khushiyo ke liye mai, 
Apno ko thoda sa rulata hoon, 
Chahta toh nai ki,
Unka mai dil dukhau, 
Koi na ho is duniya mein, 
Jisko mai rulaya, 
Par kya karu akhir, 
Mai bhi toh insan hoon, 
Apna nuksaan karne wala, 
Chota sa shaitan hoon, 
Ho jate hain mujhse ache, 
Jo aaye abhi hain nazron mein,
Lakh kama loon Izzat fir bhi, 
Sabse peeche reh jata hoon, 
Laakh acchaiya karke bhi fir, 
Mai hi shaitan ban jata hoon, 
Diyaa jisko jo bhi ab tak, 
Sab peeche reh jata hai, 
Mera dil thak har kar, 
Mujhse fir Yeh likhwata hai, 
Kyo sunta hai sabki tu hi, 
Kyu mana nahi kar deta, 
Jis jisne dil dukhaya tha tera, 
Kyo nai unse tu badla leta, 
Dil ko fir ghuma fira kar,
Khud se jawab deta hoon, 
Lakh gham seh kar bhi mai, 
Apno ke liye zinda rehta hoon, 
Laut chuka hoon un modo se, 
Jaha koi aage jana chahta nahi, 
Apno ko bhi mai lagta hounga galat, 
Par apne liye abhi bhi hoon sahi, 

Har gham har khushi ko, 
Sab mein aise batwaunga,
Sab ko sab dunga aise ki, 
Ek din mai bhi star ban jaunga!!!!!!!!! 

No comments:

Post a Comment