Monday, 23 June 2025

Dastane Daaru!!!!

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 

Chahta nahi tha jise hath lagana,
Bin uske bhi mast mai jeeta tha, 

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 

Chahta nahi tha ki daru piyo ya,
Cigarette Ko bhi haath lagau,
Simple sober zindagi jee kar, 
Kyo na mai bhi Aage badh jau,

Chahta nahi tha ki daru piyo ya,
Cigarette Ko bhi haath lagau,
Simple sober zindagi jee kar, 
Kyo na mai bhi Aage badh jau,

Soch meri par rakh ke dhyan,
Kafi mujhse jalte the, 
Jaane anjaane mein bhi kya, 
Crorepati mujhse palte the, 

Soch meri par rakh ke dhyan,
Kafi mujhse jalte the, 
Jaane anjaane mein bhi kya, 
Crorepati mujhse palte the, 
 
Mere jigari yaar the jo bhi, 
Meri parwah karte the, 

Mere jigari yaar the jo bhi,
Meri parwah karte the, 

Jaane ya anjaane mein kya, 
Kuchh log mujhse sadhe the, 

Soch meri par rakh ke dhyan,
Kafi mujhse jalte the, 
Jaane anjaane mein bhi kya, 
Crorepati mujhse palte the, 
 
Jaane ya anjaane mein kya, 
Kuchh log mujhse sadhe the, 

Meri har naakaami ki kya, 
Manokamana karte the, 

Jaane anjaane mein bhi kya, 
Kuchh log mujhse sadte the ???

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 

Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha, 


Dil Mera bhi maasoom tha, 
Har pal ko khul ke jeeta tha, 
Koi aisa shaunk nahi tha ki,
Kabhi bhi daru Peeta tha!!!!!

Saturday, 21 June 2025

Sach se aage!!!!

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi detaa, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi,

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi deta, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi, 

Dil kehta hai Yeh kar, 
Dimag ulti taraf double speed Mein bhage, 
Jane kyu par koi Keh raha hai, 
Kabhi toh soch sahi galat se bhi aage,

Dil kehta hai Yeh kar, 
Dimag ulti taraf double speed Mein bhage, 
Jane kyu par koi Keh raha hai, 
Kabhi toh soch sahi galat se bhi aage,

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaqg Kehne nahi detaa, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Saga koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi,

Soch samajh kar kuch karna chahta hoon, 
Khud se aage badhna chahta hu, 
Jane kaha mai ruk Jaata hoon, 
Khushi se zyada dukh paata hu, 
Farak kuch padhne dena nahi chahta, 
Par farak padh jata hai, 
Dil aur dimag ki is nok jhok Mein, 
Shareer aksar bigadh Jaata hai, 
Jo kabhi karne ki sochi nahi thi,
Aksar wahi kyo mai kar Jaata hu, 
Na pee kar ek arse tak kyo, 
Fir peene ki aur badh Jaata hu, 
Pata hai Siraf nuksaan hi hoga, 
Koi theek nahi fir kaam bhi hoga, 
Par fir bhi kyo mai pee Jaata hu, 
Sadiyoon ka achha sochta sochta, 
Ek pal Mein Neeche aa jata hu, 
Mauke talashata rehta hu mai,
Kuchh jugad karke sharab pee lu,
Bohot reh liya sab ke liye hosh mein,
Kuchh pal sirf ab apne liye jee loon, 

Mauke talashata rehta hu mai,
Kuchh jugad karke sharab pee lu,
Bohot reh liya sab ke liye hosh mein,
Kuchh pal sirf ab apne liye jee loon, 

Mauke talashata rehta hu mai,
Kuchh jugad karke sharab pee lu,
Bohot reh liya sab ke liye hosh mein,
Kuchh pal sirf ab apne liye jee loon, 

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi deta, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi, 

Dil kehta hai Yeh kar, 
Dimag ulti taraf double speed Mein bhage, 
Jane kyu par koi Keh raha hai, 
Kabhi toh soch sahi galat se bhi aage,

Dil kehta hai Yeh kar, 
Dimag ulti taraf double speed Mein bhage, 
Jane kyu par koi Keh raha hai, 
Kabhi toh soch sahi galat se bhi aage,

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi deta, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi, 

Dil rehta hai gham Mein,
Dimaag Rehne nahi detaa, 
Zubaan par hain kayi baatein, 
Dimaag Kehne nahi deta, 
Kuch apne hain kuch paraaye, 
Sagaa koi bhi nahi, 
Dil hota left Mein hai,
Par lagta hai har baar sahi !!!!

Monday, 14 April 2025

Comfort zone!!!!

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 



Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone!! 



Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 



Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone, 



Bachpan se chalu hain trouble , 

Karta tha har maudh pe struggle,

Mehnat karta tha mai double, 

Fir bhi fas jata in trouble, 


Bachpan se chalu hain trouble , 

Karta tha har maudh pe struggle,

Mehnat karta tha mai double, 

Fir bhi fas jata in trouble, 


Sab kehte tha aage badh Jaa, 

Duniya ki har mushkil se ladh jaa, 

Par ek hissa dil ka mera, 

Bana ke rakh ta tha dera, 

Nahi nikalna bahar is se, 

Rehta reh tu maun, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 


Arre, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 


Struggle life Mein sab ki chalegi, 

Ghadi ki sui bas aage badhegi, 

Ek hi cheez rokegi tujh ko,

Sab jaante hai woh kaun, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 

Arre, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 

Saat mein Paanch din office Jaana, 

Sab se baat cheet badhana, 

Mauka milte hi ek din fir,

Apna asli rang dikhana, 

Morning evening night mein bhi, 

As per roster shift mein Jaana, 

Kabhi Khud escalation Khaana,

Kabhi kisi ka mazak udana, 

Delhi Noida Gurgaon Mein, 

Adhi zindagi safar bitana,

Kabhi cab kabhi metro toh, 

Kabhi Khud se office hai Jaana, 

Har din naye mauke ki talaash mein, 

Jalte sadhte office Jaana, 

Koi puche tu kitna kamaye, 

Are bhai tu karta kya hai,

Kal dekha tha subah gaya tha, 

Aaj din mein ja raha hai, 

Pichle Monday jab ghar se nikla mai, 

Dekha office se tu aa raha hai, 

Abe sach mein Insaan hi hai na, 

Kitne shiftein tu badal raha hay, 

Fit toh tu Bachpan se nahi tha, 

Par kaise tu size ab badal raha hai,

Kya bolu jab puche sab Yeh, 

What in your life going on, 

Mera dill Bas Yeh hi dohraaye, 

I am in my comfort zone, 

Mana dost kamaye zyada, 

Mai toh basic needs ko bhaaga,

Unki mehnat mujhse zyada, 

Mera struggle unse zyada, 

Karlo jo karna hai wada, 

Dekho kaun hai asli Don, 

Sab puche kyo abhi bhi peeche, 

I say I'm in my comfort zone, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 

Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone!! 



Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 



Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone, 

Tumko chahiye mehngi Gaadi, 

Mota package sasta loan, 

But mere bhai I still love tu, 

Live in my comfort zone, 

Tumko chahiye mehngi Gaadi, 

Mota package sasta loan, 

But mere bhai I still love tu, 

Live in my comfort zone, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone, 

Kya, 

Comfort zone, 


comfort zone,



Comfort zone,

Jab life says move on,

Neighbours poochen tu kaun, 

Dil bole I live, 

In my Comfort zone!!!!!! 

Thursday, 13 March 2025

Happy Holi mere Yaar...

Saal Mein aata hai ik baar,
Khushiyon Rangoon ka tyohaar, 
Holi kehte hain jisko, 
Mil jaate hain saree Yaar, 
Bhang chadha kar bhole baba ki,
Khate hain dheeron pakwaan, 
Dua hai meri bani rahe hamesha, 
Sab ki sab mein jam kar shaan,
Na koi gila ho na shiqwa ho,
Ho toh bas aapas mein pyaar, 
Dil se dil tak sab ko bolu, 
A very very Happy Holi mere Yaar 😘😘😘😘😘😘

Wednesday, 19 February 2025

Dil hi hota hai sahi 💌💞

Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 
Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 

Apni hi nazron mein uth bhi raha hoon, 
Aur agle hi kadam par gir bhi raha hoon, 
Ek pal mein mauj mana raha hoon,
Agle pal mein gham chupa raha hoon,

Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 
Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 

Apni hi nazron mein uth bhi raha hoon, 
Aur agle hi kadam par gir bhi raha hoon, 
Ek pal mein mauj mana raha hoon,
Agle pal mein gham chupa raha hoon,

Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 
Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 

Dil Keh raha hai tu sahi hai, 
Par dil toh khud hi galat hota hai, 
Sab ko khush karne wala, 
Aksar akela hi rota hai, 
Ab is dil ko koi kya bataye, 
Jo sabse zyada hasaye,
Itehas gawah hai sala, 
Wahi sabse zyada rulaaye,
Rote rote hansa seekhaya, 
Ab rona bhool gaya, 
Sab kuch seekh samajh kar, 
Fir se aaj tu school gaya, 
Dil aur dimag toh ladte rahenge, 
Aage badhne wala toh umar padhte rahenge, 
Jaha padhna Chhod dia, 
Wahi se panga chalu hai, 
Mano ya na mano, 
Sada bahar toh aalu hai, 
Toh na ab zyada soch kar, 
Sabko yehi bataya jaaye, 


Gham toh duniya deti rahegi, 
Khush Rehne hi better hai, 
Kar le Baat ya kara de Baat,
Solve kar jo bhi matter hai, 
Kuch bhi rakhne ka koi Matlab nahi, 
Dil hota left mein hai but hota hai sahi!!!

Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 
Khush hoon par Jaane kyo,
Khush hoon nahi, 
Kar sab kuch raha hoon,
Dikhata kuch nahi, 

Dil aur dimag toh ladte rahenge, 
Aage badhne wala ta umar padhte rahenge, 
Jaha padhna Chhod dia, 
Wahi se panga chalu hai, 
Mano ya na mano, 
Sada bahar toh aalu hai, 
Toh na ab zyada soch kar, 
Sabko yehi bataya jaaye, 


Gham toh duniya deti rahegi, 
Khush Rehne hi better hai, 
Kar le Baat ya kara de Baat,
Solve kar jo bhi matter hai, 
Kuch bhi rakhne ka koi Matlab nahi, 
Dil hota left mein hai but hota hai sahi!!!!!!!! 

Tuesday, 22 October 2024

Khayali bawaal !!!

Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Par kya karu yeh duniya hi aisi hai, 
Jisko har baat ka jawaab chahiye,
Jitna Marzi shaant rehna chahu Mai,
Inko toh mood pura kharab chahiya,
Magar soch liya hai maine bhi, 
Kisi ko koi jawab nahi dunga, 
Jispe bhi ayega gussa ab mujhko, 
Usse kuch na keh ke chup rahunga, 
Jo kehna chahta hoon unko,
Usko khayal mein launga,
Jitna Zyada ho sakega, 
Wahi bawaal banaunga, 
Na kisi ko dikhega, 
Na kisi ko pata chalega, 
Aur na hi khud tak rakh kar, 
Mera pyaara Dil jalega, 
Khushi Khushi mein maze se ab mai, 
Khayali bawaal banaunga,
Aur apne khayalo mein hi, 
Unse maze le jaunga !!!!!

Tuesday, 8 October 2024

Mood !!!!

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,

Kya karein is zindagi ka, 
Har roz umeed jagati hai, 
Pal mein hero pal mein zero, 
Sab ko Yeh banati hai, 
Soye the hero ban kar, 
Zero bana ke uthaya hay, 
Do pal ki muskaan de kar, 
Do do ghante rulaya hai, 
Ladai na karte hue bhi, 
Sabse ladna sikhaya hai, 
Dheere dheere khisak khisak ke, 
Aage badhna sikhaya hai, 
Badhte badhate aage yu hi,
Sath bhi hum ne paya hai,
Do pal ki is zindagi ko, 
Do lafzo me bataya hai, 
Jiyo aur jeene do, 
Kehte toh yaha saare Hain, 
Par Roda ban jate woh hi, 
Kaam aise kar jaate hain, 
Unko aur sabko Mera, 
Bas yehi paigaam hai, 
Do pal ki is zindagi mein, 
Sabko Mera salaam hai, 

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations !!!!!!!