Saturday, 10 January 2026

Be faltu ka Bechara!!!!!

Dil se sab ka apna hai,
Sab ke liye ladta rehta hai, 
Jis ne bhi isko ehmiyat di, 
Uske liye sab kuch karta hai, 
Achha khasa shaadi shudaa hai, 
Lagta bhi nahi kahi se kunwara, 
Fir bhi jaane kyo darta rehta hai, 
Bewajah sab se ladhta rehta hai, 
Health aur wealth dono badhiya, 
Fir bhi bane befaltu ka Bechara,

Dil se sab ka apna hai,
Sab ke liye ladta rehta hai, 
Jis ne bhi isko ehmiyat di, 
Uske liye sab kuch karta hai, 
Achha khasa shaadi shudaa hai, 
Lagta bhi nahi kahi se kunwara, 
Fir bhi jaane kyo darta rehta hai, 
Bewajah sab se ladhta rehta hai, 
Health aur wealth dono badhiya, 
Fir bhi bane befaltu ka Bechara,

Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai,Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai,


Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Sab ko ehmiyat deeya karta hai, 
Sahi ke liye sab se ladhta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai, 

Galat se galat aur sahi se sahi, 
Itna bhi kiya karta hai,

Par jab apne par aati hai, 
Chah kar bhi kyu or kis se darta hai,
Salah sab ko dene wala, 
Apne time par khud se darta hai, 
Papa ka jo ladla tha, 
Sach ke liye sab se ladta tha,
Sach khud se bhi ab bol nahi pata,
Chahta tha sab ka sath nibhana, 
Apne liye bhi Yeh ladh nahi pata,
Khush rakhta hai sab ko Yeh, 
Par Jaane khud kyu khush nahi hai, 
Jo sab ka sahi karna chahta hai,
Jane kyo na apne liye hi nahi sahi hai, 
Karta rehta hai aise kaam, 
Jo nahi karna chahta tha, 
Jis jis ka Yeh laadla aur pyara tha, 
Unki hi Nazar see utar jata hai, 
Sab se sab ke liye ladne wala, 
Apne liye bechara ban jata hai....... 
Jo nahi karna chahta tha, 

Dil se sab ka apna hai,
Sab ke liye ladta rehta hai, 
Jis ne bhi isko ehmiyat di, 
Uske liye sab kuch karta hai, 
Achha khasa shaadi shudaa hai, 
Lagta bhi nahi kahi se kunwara, 
Fir bhi jaane kyo darta rehta hai, 
Bewajah sab se ladhta rehta hai, 
Health aur wealth dono badhiya, 
Fir bhi bane befaltu ka Bechara,

Jis jis ka Yeh laadla aur pyara tha, 
Unki hi Nazar see utar jata hai, 
Sab se sab ke liye ladne wala, 
Apne liye bechara ban jata hai....... 

Jis jis ka Yeh laadla aur pyara tha, 
Unki hi Nazar see utar jata hai, 
Sab se sab ke liye ladne wala, 
Apne liye bechara ban jata hai.......