Dil ka bhi shareef hu,
Jo jo mujhko jaante hain,
Un sab ke mai kareeb hu,
Shakal se mai bhola bhala hu,
Dil ka bhi shareef hu,
Jo jo mujhko jaante hain,
Un sab ke mai kareeb hu,
Bura kisi ka sochta nahi mai,
Galtiyan fir bhi kar jata hu,
Lakh ache kaam karke bhi mai,
Ek galti se mar jata hu,
Sochte hain us pal mein Saare,
Galti toh sirf meri hai,
Taareef kari thi akele mein toh,
Sunane mein kyo karni deri hai,
Nahi sochte uss pal mein woh,
Jaan bujh kar maine nahi kiya,
Mehsoos karate har galti woh,
Jo bina soche tha maine kiya,
Socha toh bas itna tha maine,
Kyo kisi ki umeed dubau,
Par Yeh kabhi nahi socha ki,
Aisa karke kisi ka dil dukhau,
Kisi bhi usko kaise Keh du,
Jo meri parwah karte hain,
Mujhe sunate sunate woh bhi,
Andar hi andar marte hain,
Na galti unki na galti meri,
Sab samay ka dastoor hai,
Mai majboor apne haalaat mein,
Woh apne mein majboor hain,
Kya karu aisa ki mai ab,
Kisi ka bhi dil na dikhau,
Khush rahu bas apne mein hi,
Apno ke liye bhi kya kar jau,
Jis se lage ki sath hain hum bhi,
Aur sath khushi se rehte rahein,
Bina kisi ke dil dukhaye,
Khush reh kar saath rehte rahein,
Na chubhein mujhe unki baatein,
Na chubhein unko meri baatein,
De kuch salah aise prabhu ab,
Na kate rote rote humari raatein,
Mana thodi galtiyan mai,
Had se zyada kar gaya hu,
Par kya itna Bura hu mai ki,
Uski narzo mein mar gaya hu,
Suna suna ke rula diyaa hai,
Meri acchaiyo ko bhula dia hai,
Ki ab mai bhi dar sakta hu,
Apni narzo mein mar sakta hu,
Itna lagne lag raha hai,
Kya ab mai sach mein so sakta hu,
Jitna Bura muje kaha gaya hai,
Kya itna Bura mai ho sakta hu?
Shakal se mai bhola bhala hu,
Dil ka bhi shareef hu,
Jo jo mujhko jaante hain,
Un sab ke mai kareeb hu,
Shakal se mai bhola bhala hu,
InDil ka bhi shareef hu,
Jo jo mujhko jaante hain,
Un sab ke mai kareeb hu,
Bura kisi ka sochta nahi mai,
Galtiyan fir bhi kar jata hu,
Lakh ache kaam karke bhi mai,
Ek galti se mar jata hu,
Suna suna ke rula diyaa hai,
Meri acchaiyo ko bhula dia hai,
Ki ab mai bhi dar sakta hu,
Apni narzo mein mar sakta hu,
Itna lagne lag raha hai,
Kya ab mai sach mein so sakta hu,
Jitna Bura muje kaha gaya hai,
Kya itna Bura mai ho sakta hu?
Zyada baatein mai karta nahi hu,
Aur thoda mai kam sota hu,
Jitna mujhe sab bata rahe hain,
Mai waisa kaise ho sakta hu????
Shakal se mai bhola bhala hu,
Dil ka bhi shareef hu,
Jo jo mujhko jaante hain,
Un sab ke mai kareeb hu,
Bura kisi ka sochta nahi mai,
Galtiyan fir bhi kar jata hu,
Lakh ache kaam karke bhi mai,
Ek galti se mar jata hu,
Suna suna ke rula diyaa hai,
Meri acchaiyo ko bhula dia hai,
Ki ab mai bhi dar sakta hu,
Apni narzo mein mar sakta hu,
Itna lagne lag raha hai,
Kya ab mai sach mein so sakta hu,
Jitna Bura muje kaha gaya hai,
Kya itna Bura mai ho sakta hu?
Zyada baatein mai karta nahi hu,
Aur thoda mai kam sota hu,
Jitna mujhe sab bata rahe hain,
Mai waisa kaise ho sakta hu????