Tuesday, 22 October 2024

Khayali bawaal !!!

Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,
Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Choti si is zindagi mein, 
Hote hain har roz bawaal, 
Nazuk sa yeh dil un par, 
Banata rehta hai khayaal,

Soch soch ke soch raha tha, 
Kaise dimaag ko shaant rakhu,
Koi chahe kuch bhi kahe,
Ulta jawab kisi ko na du,

Par kya karu yeh duniya hi aisi hai, 
Jisko har baat ka jawaab chahiye,
Jitna Marzi shaant rehna chahu Mai,
Inko toh mood pura kharab chahiya,
Magar soch liya hai maine bhi, 
Kisi ko koi jawab nahi dunga, 
Jispe bhi ayega gussa ab mujhko, 
Usse kuch na keh ke chup rahunga, 
Jo kehna chahta hoon unko,
Usko khayal mein launga,
Jitna Zyada ho sakega, 
Wahi bawaal banaunga, 
Na kisi ko dikhega, 
Na kisi ko pata chalega, 
Aur na hi khud tak rakh kar, 
Mera pyaara Dil jalega, 
Khushi Khushi mein maze se ab mai, 
Khayali bawaal banaunga,
Aur apne khayalo mein hi, 
Unse maze le jaunga !!!!!

Tuesday, 8 October 2024

Mood !!!!

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,

Kya karein is zindagi ka, 
Har roz umeed jagati hai, 
Pal mein hero pal mein zero, 
Sab ko Yeh banati hai, 
Soye the hero ban kar, 
Zero bana ke uthaya hay, 
Do pal ki muskaan de kar, 
Do do ghante rulaya hai, 
Ladai na karte hue bhi, 
Sabse ladna sikhaya hai, 
Dheere dheere khisak khisak ke, 
Aage badhna sikhaya hai, 
Badhte badhate aage yu hi,
Sath bhi hum ne paya hai,
Do pal ki is zindagi ko, 
Do lafzo me bataya hai, 
Jiyo aur jeene do, 
Kehte toh yaha saare Hain, 
Par Roda ban jate woh hi, 
Kaam aise kar jaate hain, 
Unko aur sabko Mera, 
Bas yehi paigaam hai, 
Do pal ki is zindagi mein, 
Sabko Mera salaam hai, 

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Pal do pal ki baat rahe toh, 
Chote drame hote hain, 

Sala kutta kamina keh kar, 
Bewajah badnaam MAAME hote hain,

Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations,
Zindagi,
Har ghadi, 
Badalti hai situations, 
Khopdi, 
Tabhi toh ji, 
Karti mood fluctuations !!!!!!!